Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
song is a fusion of two beautiful ghazals, one is Faiz's ghazal "Baat
Aadhar Se Nikli Chali" and the other is Fayyaz Hashmi's classic "Aaj
Ki Ki Zara Na Karo". The fusion of these two ghazals is sung by Shilpa Rao
and music is given by Pritam in Karan Johar's Ae Dil Hai Mushkil.
“Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics” Track INFO
|
|
Song
|
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
|
Movie
|
|
Music
|
|
Lyrics
|
Fayyaz Hashmi, Faiz Ahmed
|
Singer
|
|
Cast
|
|
Director
|
|
Music Label
|
|
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics in English
Baat bas se nikal chali hai
Dil ki haalat sambhal chali hai
Ab junoon had se badh chala hai
Ab tabiyat behaal chali hai
Dil ki haalat sambhal chali hai
Ab junoon had se badh chala hai
Ab tabiyat behaal chali hai
Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Laakh paigaam ho gaye hain
Jab saba ek pal chali hai
Jaao ab so raho sitaaron
Dard ki raat ab dhal chali hai
Jab saba ek pal chali hai
Jaao ab so raho sitaaron
Dard ki raat ab dhal chali hai
Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jane ki zid na karo
Aaj jane ki zid na karo
Zid na karo…
Zid na, zid na karo
Zid na, zid na karo
Zid na karo…
Zid na, zid na karo
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jane ki zid na karo
Aaj jane ki zid na karo
Zid na karo…
Zid na, zid na karo
Zid na, zid na karo
Zid na karo…
Zid na, zid na karo
Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Lyrics in English PDF
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyics in Hindi
बात बस से निकल चली है
दिल की हालत संभल चली है अब जूनून हद से बढ़ चला है अब तबियत बेहाल चली है
यूँही पहलु में बैठे रहो
यूँही पहलु में बैठे रहो आज जाने की.. आज जाने की जिद ना करो आज जाने की जिद ना करो
लाख पैगाम हो गए हैं
जब सबा एक पल चली है जाओ अब सो रहो सितारों दर्द की रात अब ढल चली है
यूँही पहलु में बैठे रहो
यूँही पहलु में बैठे रहो आज जाने की.. आज जाने की जिद ना करो आज जाने की जिद ना करो जिद ना, जिद ना करो जिद ना, जिद ना करो जिद ना करो जिद ना, जिद ना करो
हाय मर जायेंगे
हम तो लुट जायेंगे ऐसी बातें किया ना करो आज जाने की जिद ना करो आज जाने की जिद ना करो
Song Lyrics in Hindi
|

